Friday, 20 December 2013

mithun chakraborty best dialogues

Best of Mithun Chakraborty 50 Dialogues
Mithun Chakraborty

1. Ab zindagi tujhe takleef nahi degi ... woh takleef dega tujhe
2. Itihaas badalne waale ka naam, kabhi itihaas mein nahin hota hai
3. Main gareebo ke liye hero hoon ... aur tum jaise logo ke liye villain
4. Tujh jaise zehar ko maarne ke liye ... zehar hi kaam aayega
5.  Jinke ghar sheeshe ke hote hain ... woh basement mein kapde badalte hain
6. Jab aulaad dushman ban jaye ... toh maa baap ko atmahatya kar leni chahiye
7. Kasam khakar aagaya hai inteqam ka yeh angaraa ... bajaoonga aaj teri maut ka nakaraa
8.  Maine uske shak ko shamshaan mein badal diya
9. Jiski zaroorat ussoolon se badi hoti hai ... woh na nahin bol sakta
10. Bheegi hui cigarette kabhi jalegi nahin ... aur yeh tay hain ki ... teri maut ki tarikh kabhi talegi 
nahin
11. Dekhne mein bewda, bhagne mein ghoda aur maarne mein hatauda
12. Marne ke baad bhi unki botiyan ... dard se tadapti rahengi
13.  Main hoon jurm se nafrat karne waala ... sharifon ke liye jyoti, gundoon ke liye jwala
14.  Dholak toh hijre bajate hain ... aur jab mard bajane par aata hai ... toh dunka bajata hai
15. Hum jaisa police waala sar par topi nahin, kafan baandta hai ... taki tum jaise hathyaaron ko ... kanoon ki zanjeeron mein jakarkar ... maut ke andhe kuye mein dhakel sake
16. Kanoon aur bhagwan jab deta hai na, toh chappad phad kar deta hai ... aur jab leta hai, toh thappad maar kar leta hai
17. Is sanaate ko todne ke liye main maut ka dhamaka karoonga
18. Jab yeh kapda kafan bankar kisiko lipat jata hai na ... tab usse dafan hona hi parta hai
19. Zakhm toh bhar jaate hai ... lekin nishaan reh jaate hai
20. Apna na toh koi father hai na godfather ... hai toh sirf ek maa, meri pyari maa, meri achi maa
21. Jis tarah train ke aane par station kaapne lagta hain na ... ushi tarah mere khauf ka bhukaar, tum sab ko kaapne par majboor kar dega
22. Jiske dil mein maut ka darr hota hai ... uske jism par yeh vardi nahin hoti 
23. Yeh tumhara beta ho yah is mulk ke President ka ... A.C.P. Arjun Verma ki nazar sirf muzrim ko dekhti hai ... unke rishton ko nahi
24. Yaad rakh, tere paas hamare khilaf proof hai ... magar tera ghar bulletprooof nahi hai
 25. Main suraj ko bhi raat ko nikalne par majboor kar doonga
26. Abhe oye saale kaale angrez ki pehdayish
27.  Maarne waale sun, tu kuch gadi ka mehmaan hai ... teri hi hukumat mein, tujhse jung ka elaan hai
28. Kisi mahaan aadmi ne kaha hai ... "Bichadna nahi asaan, isliye goodbye na tum kehna ... jaana toh hai humse door sahi, par hai toh issi dil mein rehna"
29. Kisi mahaan aadmi ne kaha hai ... "Mujhe ek bachchi ko uski maa se milane se duniya ki koi sarhad, koi taqat nahi rok sakti"
30. Kisi mahaan aadmi ne kaha hai ... "Jako rakhe saiyan, maar sake na koi"
31.No news is always good news
32. Kisi mahaan aadmi ne kaha hai ... "Tumhe aam khane se matlab hai, ya gutliyan ginne se?"
33. Kisi mahaan aadmi ne kaha hai ke ... "Bade bade deshon mein aaisi choti choti baatein hoti rehti hai"
34. Kisi mahaan aadmi ne kaha hai ... "Yeh aasun saline water hai, Pushpa isse poch do"
35. Kamaan se nikla teer ... aur zabaan se nikli baat kabhi wapas nahi aati
36. Hum sirf angrezo ka khoon peete hai
 37. Yakeen aur shak mein zara sa hi fasla hai ... koi shak?
38. Aaropi ke khilaaf chargesheet pehle paki karta hoon ... haath baad mein dalta hoon
39.  Teri maut bankar aaya hoon ... teri laash girakar jaoonga
41. Glass mein sharab daalne waala bada nahi hota ... bada toh woh hota hai jiske glass mein sharab daali jaati hai
42.  Aaj main tujhe aaisa tamasha dikhaonga ... ki duniya ke saare villian zulm karna bhool jayenge
43.  Maut ko aane ke liye patta nahi poochna parta
44. Yeh khoobsurat rishteydari ke peeche ... makkari aur chaalbazi ke sivah kuch nahi hota
45. Jiska saara shehar dushman ho ... usse dosti karne ka hum mein koi interest nahi
46. Maarkar lashein aaisi gandi jagah pehkoonga ... jahan janwar bhi marna pasand nahi karte
47. Tu toh us pagal kutte ki tarah bhaukne laga hai ... jisse pagal hone ke baad charon taraf se maut nazar aati hai
48. Jab bhi mera khoon behta hai ... toh mujhe meri maa ke rone ki awaaz sunai deti hai ... aur joh maa ko rulata hai ... main usse nahi chodta, chahe woh mard ho yah aurat
49.  Bade bade khatarnako ki nak kaat kar apne jeb mein rakh li hai
50.Hum mein muh khulwaane ke hazaron formule malum hai

1 comment: