Tuesday 31 December 2013

Anupam Kher
Anupam Kher (born 7 March 1955) is an Indian actor who has appeared in nearly 470 films and 100 plays. Though mainly appearing in Bollywood (Hindi) films, Anupam Kher has had roles in some films from other nations as well most notably the 2013 Oscar nominated Silver Linings Playbook, directed by David O. Russell. Anupam Kher has held the post of Chairman of the Censor Board and National School of Drama in India. In 2004, he was honoured with the Padma Shri by the Government of India for Anupam Khercontribution to Indian cinema. Kher has won the Filmfare Award for Best Performance in a Comic Role five times, more than any other actor.

                                        Early life

 Anupam Kher was born and raised in Shimla, into a Kashmiri Pandit family.He was educated at D.A.V. School in Lakkar Bazar, Shimla. He is an alumnus and a former chairperson of the National School of Drama. Some of his early acting was in plays performed at the Himachal Pradesh University.

 

                                       Career

 

Kher made his acting debut in the 1982 Hindi movie Aagman. Then in 1984 came Saaransh, where 28-year old Kher played a retired middle class Maharashtrian man who has lost his son.Anupam Kher  hosted TV shows such as Say Na Something To Anupam Uncle, Sawaal Dus Crore Ka and the recent Lead India. He has had many comic roles but has also played the villain such as his acclaimed role as terrorist Dr. Dang in Karma (1986). For his role in Daddy (1989) he received the Filmfare Critics Award for Best Performance.He has starred alongside Bollywood superstar Shahrukh Khan many times in films such as Darr (1993), Dilwale Dulhaniya Le Jayenge (1995), Chaahat (1996), Kuch Kuch Hota Hai (1998), Mohabbatein (2000) and Veer-Zaara (2004).Anupam Kher ventured into directing with Om Jai Jagadish (2002) and has also been a producer. He produced and starred in the film Maine Gandhi Ko Nahin Mara (2005). He received the Best Actor Award from the Karachi International Film Festival for his performance in the film.The role of the Police Commissioner Rathor, played by him in critically and commercially acclaimed 'A Wednesday' is also very much appreciated.Kher is known internationally for Bend It Like Beckham (2002), Bride and Prejudice (2004), "Speedy Singhs" (2011), his appearance on the hit TV show ER, and more recently in The Mistress of Spices (2006) and Lust, Caution (2007). In 2012 he co-starred in the Academy Award-nominated Silver Linings Playbook.Kher has written and starred in a play about his own life called Kuch Bhi Ho Sakta Hai, which is directed by Feroz Abbas Khan.Until recently he served as chairman of the Indian Film Censor Board. He is an alumnus of National School of Drama (1978 batch) and was its director between 2001 and 2004.In 2007, Anupam Kher, with his batchmate of NSD, Satish Kaushik, started a film production company, Karol Bagh Productions. Their first film, Tere Sang, is being directed by Satish Kaushik.Anupam Kher has recently been appointed the goodwill ambassador of the Pratham Education Foundation, which strives to improve children's education in India.In 2011, he starred alongside Mohanlal and Jayaprada in the Malayalam language romantic drama Pranayam. Kher has chosen Pranayam as one of the seven best films of his career.Anupam Kher also starred in a number of Marathi films such as 'Thoda Tuza...Thoda Maza', 'Kashala Udyachi Baat' and Punjabi films such as Yaaraan naal bahaaraan.Anupam Kher is also widely regarded as an intellectual talk show participant.In 2009, Kher has given his Hindi voice to Carl Fredricksen in the Disney-Pixar 3D animated film Up, which also bounds to not only be his first dubbing role, but to be his very first voice role in his career, overall.Anumpam with wife Kirron, July 201 Anupam Kher is currently shooting for "The Dirty Politics". The movie also features Om Puri and Jackie Shroff.


                                Personal life

 Anupam Kher is married to fellow actress Kirron Kher (since 1985). Her son, his stepson, is actor Sikandar Kher.[15] His brother Raju Kheris also an actor, who appeared in Anupam's directorial debut Om Jai Jagadish. A Hindu Kashmiri by birth, Anupam Kher has been working for the displaced Kashmiri Pandits by bringing to global attention the issues concerning the community.

 

Friday 27 December 2013

comedy heroes Govinda bollywood

Govinda

                                  Govinda

 

Govinda (born Govinda Arun Ahuja, 21 December 1963) is an Indian actor and a former politician. Govinda has received five Filmfare Award nominations and four Zee Cine Award, winning two Filmfare Awards including a Special Jury Award.
Making his debut in Ilzaam in 1986, he has appeared in over 120 Hindi films of the Bollywood industry. In June 1999, Govinda was voted as the tenth greatest star of stage or screen of the last thousand years by BBC News Online users.
His earlier films in the 1980s were in a variety of genres such as family drama, action and romantic. In the 1990s he gained recognition as a comedy actor playing a mischievous young NCC cadet in the romantic movie Shola Aur Shabnam (1992) opposite the late Divya Bharti. Govinda played leading roles in several commercially successful comedy films in the 1990s such as Aankhen(1993), Raja Babu(1994), Coolie No. 1 (1995), Hero No. 1 (1997) and Haseena Maan Jaayegi (1999). For Coolie No. 1(1995), he earned a nomination for the Filmfare Award for Best Actor. For Haseena Maan Jayegi he earned the Filmfare Best Comedian Award. He has successfully played dual roles in movies like Jaan Se Pyaara (1992), Aankhen (1993), Hathkadi (1995) and Bade Miyan Chote Miyan (1998).
After a period of box office flops in the 2000s, his recent commercial successes have been Bhagam Bhag (2006), Partner (2007), Life Partner (2009) and Raavan (2010) and thus far he has established himself as one of the leading actors of Hindi cinema.
In 2013, he released his music album Gori Tere Naina. He appeared on the popular Colors T.V. show Comedy Nights with Kapil for his album's promotion on 15 December 2013.
In addition to film acting, he is a member of the Indian National Congress Party. He was elected as the seventh Member of Parliament for the Mumbai North Constituency of Maharashtra, India in the 14th Lok Sabha elections in 2004, after defeating Ram Naik of the Bharatiya Janata Party. In the 2009 General Elections, he opted out of politics to concentrate more on films. However he continues to have political favor from Congress Party. Govindaconstituency was succeeded by Sanjay Nirupam (also from Congress).

                                              Early life

Govinda’s father, Arun Ahuja, was born in pre-partition Gujranwala, Punjab, British India (in present-day Pakistan) on 26 January 1917. He studied in an engineering college at Lahore. Veteran producer Mehboob Khan brought him to Mumbai in 1937 and cast him in Ek Hi Raasta as the leading man. Arun was notable for acting in Mehboob Khan's Aurat (1940). Govinda's mother, Nazeem who was Muslim had converted to Hinduism and adopted the name Nirmala Devi. Arun and Nirmala first met during the making of the film Savera, in which they were cast opposite each other. They married in 1941.
The only film Ahuja ever produced was a flop. Unable to bear the loss, his health failed. The family, living in a bungalow on Mumbai's upmarket Carter Road, later moved to Virar — a northern Mumbai suburb, where Govinda was born. The youngest of six children, his pet name Chi Chi means little finger in Punjabi, the language they speak at home. Since his father was unable to work, Nirmala Devi brought up the children through hard times in Mumbai.

                                                        Early career

Govinda studied at Annasaheb Vartak College in Vasai, Maharashtra.Govinda graduated in commerce.His father suggested films as he himself was associated with films. Around this time, Govinda saw the film Disco Dancer and dance became his obsession. Govinda practiced for hours and circulated a promo of himself on a VHS cassette. Soon a fertilizer commercial came his way, followed by an Allwyn ad, finally his very first leading role in Tan-Badan, which was to be directed by his uncle Anand.Govinda  started shooting for his next film Love 86 in June 1985. By mid-July, he had signed 40 others.
His first released film was Ilzaam (1986), a box office success and the fifth biggest hit of 1986. The film song "street dancer" having a break dance established him as a dancing star.Govinda  acted in a string of movies after that with mixed success. Most of the films he appeared in during the 1980s were in the action, romance or family drama genres.Govinda  was often paired opposite actress Neelam and together they appeared in several hit films such as Love 86 (1986), Khudgarz (1987) and his brother Kirti Kumar's directorial, Hatya (1988). He had success with family drama films such as Dariya Dil (1988), Jeete Hain Shaan Se (1988) and Hum (1991) as well as action films such as Marte Dam Tak (1987) and Jung Baaz (1989). He worked with David Dhawan for the first time in the 1989 action film Taaqatwar. Govinda also worked with Rajnikant and Sridevi in the hit film that year titled, Ghair Khanooni.

                                       Personal life

Govinda's father Arun Ahuja was an actor in the 1940s and his mother Nirmala Ahuja was also an actress as well as a singer.Govinda  brother, Kirti Kumar is an actor, producer and director. Govinda sister, Kaamini Khanna is a writer, music director, singer, anchor and founder of 'Beauty with Astrology'. Govinda has six nephews and two nieces in the entertainment industry: actors Vinay Anand, Krushna Abhishek, Aryan, Arjun Singh, Ragini Khanna, Amit Khanna, Aarti Singh and director Janmendra Kumar Ahuja. Govinda's brother-in-law, Devendra Sharma has also acted in a few Hindi films.
Govinda's maternal uncle Anand Singh, who was assistant to director Hrishikesh Mukherjee, launched him in his film, Tan Badan. Anand's wife's sister Sunita fell in love with Govinda during the 'Mahurat' of Tan Badan. They got married on 11 March 1987. Their marriage was a closely guarded secret for four years. The couple have two children, Narmada and Yashvardhan.
Govinda narrowly escaped death on 5 January 1994 while traveling to a studio for the shooting of Khuddar (1994). The actor's car collided with another car, resulting in him sustaining injuries to his head. Though bleeding profusely, Govinda did not cancel the shooting. After visiting a doctor, he shot for the film till midnight.

                                         Music Directors

Govinda has worked with Music Director Anand Milind, Anand Raj Anand and Playback Singer Udit Narayan in many films. Other singers associated with Govinda include Kumar Sanu, Vinod Rathod and Abhijeet Bhattacharya. Govinda received classical music training as a child. Shehzad Shaikh

 

                                                         Filmfare awards


 

Friday 20 December 2013

mithun chakraborty best dialogues

Best of Mithun Chakraborty 50 Dialogues
Mithun Chakraborty

1. Ab zindagi tujhe takleef nahi degi ... woh takleef dega tujhe
2. Itihaas badalne waale ka naam, kabhi itihaas mein nahin hota hai
3. Main gareebo ke liye hero hoon ... aur tum jaise logo ke liye villain
4. Tujh jaise zehar ko maarne ke liye ... zehar hi kaam aayega
5.  Jinke ghar sheeshe ke hote hain ... woh basement mein kapde badalte hain
6. Jab aulaad dushman ban jaye ... toh maa baap ko atmahatya kar leni chahiye
7. Kasam khakar aagaya hai inteqam ka yeh angaraa ... bajaoonga aaj teri maut ka nakaraa
8.  Maine uske shak ko shamshaan mein badal diya
9. Jiski zaroorat ussoolon se badi hoti hai ... woh na nahin bol sakta
10. Bheegi hui cigarette kabhi jalegi nahin ... aur yeh tay hain ki ... teri maut ki tarikh kabhi talegi 
nahin
11. Dekhne mein bewda, bhagne mein ghoda aur maarne mein hatauda
12. Marne ke baad bhi unki botiyan ... dard se tadapti rahengi
13.  Main hoon jurm se nafrat karne waala ... sharifon ke liye jyoti, gundoon ke liye jwala
14.  Dholak toh hijre bajate hain ... aur jab mard bajane par aata hai ... toh dunka bajata hai
15. Hum jaisa police waala sar par topi nahin, kafan baandta hai ... taki tum jaise hathyaaron ko ... kanoon ki zanjeeron mein jakarkar ... maut ke andhe kuye mein dhakel sake
16. Kanoon aur bhagwan jab deta hai na, toh chappad phad kar deta hai ... aur jab leta hai, toh thappad maar kar leta hai
17. Is sanaate ko todne ke liye main maut ka dhamaka karoonga
18. Jab yeh kapda kafan bankar kisiko lipat jata hai na ... tab usse dafan hona hi parta hai
19. Zakhm toh bhar jaate hai ... lekin nishaan reh jaate hai
20. Apna na toh koi father hai na godfather ... hai toh sirf ek maa, meri pyari maa, meri achi maa
21. Jis tarah train ke aane par station kaapne lagta hain na ... ushi tarah mere khauf ka bhukaar, tum sab ko kaapne par majboor kar dega
22. Jiske dil mein maut ka darr hota hai ... uske jism par yeh vardi nahin hoti 
23. Yeh tumhara beta ho yah is mulk ke President ka ... A.C.P. Arjun Verma ki nazar sirf muzrim ko dekhti hai ... unke rishton ko nahi
24. Yaad rakh, tere paas hamare khilaf proof hai ... magar tera ghar bulletprooof nahi hai
 25. Main suraj ko bhi raat ko nikalne par majboor kar doonga
26. Abhe oye saale kaale angrez ki pehdayish
27.  Maarne waale sun, tu kuch gadi ka mehmaan hai ... teri hi hukumat mein, tujhse jung ka elaan hai
28. Kisi mahaan aadmi ne kaha hai ... "Bichadna nahi asaan, isliye goodbye na tum kehna ... jaana toh hai humse door sahi, par hai toh issi dil mein rehna"
29. Kisi mahaan aadmi ne kaha hai ... "Mujhe ek bachchi ko uski maa se milane se duniya ki koi sarhad, koi taqat nahi rok sakti"
30. Kisi mahaan aadmi ne kaha hai ... "Jako rakhe saiyan, maar sake na koi"
31.No news is always good news
32. Kisi mahaan aadmi ne kaha hai ... "Tumhe aam khane se matlab hai, ya gutliyan ginne se?"
33. Kisi mahaan aadmi ne kaha hai ke ... "Bade bade deshon mein aaisi choti choti baatein hoti rehti hai"
34. Kisi mahaan aadmi ne kaha hai ... "Yeh aasun saline water hai, Pushpa isse poch do"
35. Kamaan se nikla teer ... aur zabaan se nikli baat kabhi wapas nahi aati
36. Hum sirf angrezo ka khoon peete hai
 37. Yakeen aur shak mein zara sa hi fasla hai ... koi shak?
38. Aaropi ke khilaaf chargesheet pehle paki karta hoon ... haath baad mein dalta hoon
39.  Teri maut bankar aaya hoon ... teri laash girakar jaoonga
41. Glass mein sharab daalne waala bada nahi hota ... bada toh woh hota hai jiske glass mein sharab daali jaati hai
42.  Aaj main tujhe aaisa tamasha dikhaonga ... ki duniya ke saare villian zulm karna bhool jayenge
43.  Maut ko aane ke liye patta nahi poochna parta
44. Yeh khoobsurat rishteydari ke peeche ... makkari aur chaalbazi ke sivah kuch nahi hota
45. Jiska saara shehar dushman ho ... usse dosti karne ka hum mein koi interest nahi
46. Maarkar lashein aaisi gandi jagah pehkoonga ... jahan janwar bhi marna pasand nahi karte
47. Tu toh us pagal kutte ki tarah bhaukne laga hai ... jisse pagal hone ke baad charon taraf se maut nazar aati hai
48. Jab bhi mera khoon behta hai ... toh mujhe meri maa ke rone ki awaaz sunai deti hai ... aur joh maa ko rulata hai ... main usse nahi chodta, chahe woh mard ho yah aurat
49.  Bade bade khatarnako ki nak kaat kar apne jeb mein rakh li hai
50.Hum mein muh khulwaane ke hazaron formule malum hai

Wednesday 18 December 2013

dialogues of amitabh bachchan

Amitabh Bachchan
                              TOP 50: Amitabh Bachchan's most memorable dialogues  
1. Agar apni maa ka doodh piya hai to saamne aa. - Laawaris
2. Yeh tumhare baap ka ghar nahin, police station hai, is liye seedhi tahrah khade raho    - Zanjeer
3. Paisa kya hai, sirf ek number na.  - Teen Patti 
4. Sahi baat ko sahi waqt pe kiya jaye to uska maza hi kuch aur hai, aur main sahi waqt ka intezaar karta hoon.  - Trishul 
 5. Angrezon ke zamaane ke jailor, aur itni ghabrahat?  - Sholay
6. Moochein ho to Nathulal jaise warna na ho. - Sharaabi
7. Govardhan seth, samundar mein tairne waale kuoon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain.  - Sharaabi 
8. Meri history janta nahi hai tu, mere shareer me haddi kam taanke zyada hain.  – Department  
    9. Sapne bhi samundar ki lahron ki tarah haqeeqat ki chattanon se takrakar toot jaate hain. - Deewar     10.  Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai. - Don
 11.  Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai – ki zindagi teri zulfon ki narm chhaon main guzarne padti to shadab ho bhi sakti thi.  -  Kabhie Kabhie
12. Aaj aap ke paas aap ki saari daulat sahi, sab kuch sahi, lekin maine aap se jyaada garib aaj tak nahin dekha. Good bye, Mr R K Gupta.  - Trishul
13. Hum bhi to roz khatro se khelte hai.  - Sholay
14.   You are right, Mr R K Gupta, yeh contract mujhi ko milegi. Aur haan, mere banaye hue colony mein agar aapko ghar chahiye, to taqalluf mat kijiyega, makaan aap ko mil jayega. - Trishul
15. Pura naam, Vijay Dinanath Chauhan, baap ka naam, Dinanath Chauhan, maa ka naam, Suhasini Chauhan, gaon Mandwa, umar chhattis saal.  - Agneepath20 Jo kal hua, woh dobara nahi hoga
 16. Zindagi ka tambu teen bambuo pe khada hai. - Sharabi
17. Mujhe jo sahi lagta hai main karta hoon, fir chahe wo bhagwan ke khilaaf ho, kanoon ke khilaf ho ya pure system ke khilaaf.  – Sarkar
18. Apni sharto par chalne wale ko keemat chukani padati hai, mujhe jo sahi lagta hai wo mai karta hu - Sarkar Raj
19.   Parampara, Pratishtha, Anushasan. Ye is gurukul ke teen stambh hai. Ye wo aadarsh hain jinse hum aapka aane waala kal banaate hain. - Mohabbatein
20.Arre yeh jeena bhi koi jeena hai, Lallu? - Mr Natwarlal
21. Wahan se tumhe yeh cheh dikh raha hoga. Lekin yahan se mujhe yeh nau dikhta hai  - Aakhree Raasta
22. Is duniya mein do tarah ka keeda hota hai. Ek woh jo kachre se uthta hai. Aur doosra woh jo paap ki gandegi se uthta hai.  — Hum
 23.Ghadi Ghadi drama karta hai, saala  - Sholay
24.  Yeh koyle ki khaan ek azgar hai seth sahab, jo roz, anginath logon ko nigalkar, usei peeskar, jism se khoon ka ek-ek katra choos kar, ek laash ke roop mein ugal deta hai. - Kaala Patthar
25. Hai kisi maa ke laal me himmat, jo mere saamne aaye?  - Namak Haraam







26. Aur waise hi, main is ko yahan nahi maroonga, warna log kahenge Sikandar ne apne ilake me usey mara. - Muqaddar Ka Sikander
 27. Bachpan se hain sar par Allah ka haath, aur Allah Rakha hai mere saath, baazu par hai saat sau chhiyaasi ka billa, bees number ka beedi peeta hoon, kaam karta hoon coolie ka aur naam hai Iqbal.
29.  Apun woh kutte ki dum hai, jo baara baras nalli ke andar daal ke, nalli tedi hoti, apun seedha nahin hota! - Laawaris
30.   I can talk English, I can walk English, I can laugh English because English is a very phunny language. Bhairo becomes Byron because their minds are very narrow! - Namak Halal
31.  Kallu se Kaalia ka safar shuru.  - Kaalia
32. Main aur meri tanhaai — aksar ye baatein karte hain...  - Silsila
33.  Auron ko to eenhone ek ghante mein sikha diya hai. - Sholay
 34. Daaru peene se liver kharab ho jaata hai. - Satte Pe Satta
 35. Yeh telephone bhi ajeeb cheez hai — aadmi sochta kuch hai, bolta kuch hai aur karta kuch hai.  - Agneepath
36.  Don’t mess with the army.  - Major Saab
37.   Is Imaarat ki neev itni majboot hai ke koi Raj Aryan haathon me violin aur chehre pe muskaan liye uski ek bhi eenth hilane ke liye kadam nahi rakh sakta  —Mohabbatein
38. Hamare desh mein kaam dhoondna bhi ek kaam hai - Shakti
 39.  Pain is my destiny and I can’t avoid it - Kaala Patthar
 40. Anand mara nahi, Anand marte nahi - Anand
41.  Aisa to aadmi life mein doich time bhaagta hai. Olympic ka race ho, yaa Police ka case ho. Tum kisliye bhaagta hai bhai?
 -Amar Akbar Anthony

 42. Kya karun, mera to dil hi kuch aisa hai, Mausi  - Sholay
43. Abey buddah hoga tera baap - Bbuddah Hoga Tera Baap
44.  Main aaj bhi phenke hue paise nahin uthata - Deewar
 45.  Aaj mere paas bangla hai, gaadi hai, bank balance hai, kya hae tumhare paas?  - Deewar
46.  Jigar ka dard upar se nahin maloom hota hai - Sharaabi
 47. Jisne pachchees saal se apni maa ko thoda thoda marte dekha ho, use maut se kya darr Trishul
48. Peter, tum log mujhe wahan dhoond rahe the aur main tumhara yahan intezaar kar raha hun  - 49. DeewDo aansoo is aankh se gire, phir do us aankh se. Phir do is aankh se, do us aankh se. Phir do is aankh se, do us aankh se. Kitne huye?...Nau lakh ke haar ke liye, barah lakh ke aansoo? Daddy hote to kehte: Vijay, tumhe business karna nahi aata?  - Sharaabi
 50. Partner, ab bol hi diye ho to dekh lenge.  - Sholay


Friday 13 December 2013

multi star's dialogues


Dharmendra

                              

 

 

 

                         Amitabh Bachchan

1. Basanti in kutto ke samne mat nachna
2.  Hum kaam sirf paison ke liye karte hain
3. Actor kya hai? ... director ke haath ki katputli
4. Tum agar ek maaroge to hum chaar maarengee
5.  Kutte kamine ... main tera khoon pee jaoonga
6.  Kuch aur paane ki chaah, kuch aur behtar ki talaash ... is hi chakkar mein insaan apna sab kuch kho behetta hai joh uske paas hota hai ... talaash kabhi khatam nahi hoti ... waqt khatam ho jaata hai
7.Zindagi bilkul in barf ki reshu ki tarah hi toh hai ... pal bar ke liye taherti hai aur pighal jaati hai ... par kambhakt jitni derr rehti hai, badi khoobsurat lagti hai

8. Kuch aur paane ki chaah, kuch aur behtar ki talaash ... is hi chakkar mein
insaan apna sab kuch kho behetta hai joh uske paas hota hai ... talaash kabhi khatam nahi hoti ... waqt khatam ho jaata hai

shatrughan sinha


1. Jali ko aag kehte hain, bhuji ko raakh kehte hain ... jis raakh se barood bane, usse Vishwanath kehte hain
2. Jab do sher aamne saamne khade hoon ... toh bhediye unke aas paas nahin rehte
 3. Tum achcha kaam karne waala ek bura insaan hai
4. Jis tarah bewafaa mehmoob kabhi ek dil mein nahi reh sakte ... us hi tarah choohe kabhi ek bil mein nahi reh sakte
5. Kuch saanp itne zehreelay hote hai ... ki agar woh kaat le toh palak jhapakte hi zindagi kat jaati hai ... woh karvat badalne ka mauka tak nahi dete
 6. Bhadki hui aag ko bhujane ke liye joh phoonk marne ki koshish karta hai ... uska chehra jal jaata hai
7. Vishwanath us cheez ka naam hai joh gareebi aur insaaniyat se pyar karta hai ... aur aap jaise rakshasho pe vaar karta hai
8. Yah toh tum neeche aa jao yah phir hum upar aate hai ... yah thoda neeche tum aao aur thoda upar hum aaye
9. Jinke badan kagaz ke hote hai woh agni devta ki puja nahi karte
10. Aaj ke zamaane mein toh baimaani hi ek aaisa dhanda reh gaya hai ... joh poori imaandari ke saath kiya jaata hai
11. Jab sher aadamkhor ho jaata hai ... toh sarkar usse apni goli ka nishana banakar kutte ki maut maar deti hai
12. Aurat pe haath uthana ... namard ki pehli nishaani hai
13. Hum tere pairon ke neeche ki zameen itni garam kar denge ... ki tere jhooto tak mein chaale padh jayenge
14.  Aaj ke baad dubara koi aaisi harkat ki na ... toh yeh haath khane ke layak toh kya ... dhone ke layak bhi nahi rahega
15. Aaj humne tarakki ka pehla seedhi par kadam rakh liya hoon ... aur bahut jaldi itna unchai pe pahunch jaonga ... ke humko dekhne ke liye tumko aakash ka baadal hatana padega
16. Mard ke bachche aurat ke daaman se nahi ... sher ke panjo se khela karte hai
17.  Apne desh mein ladkiyan kapde utaarkar nahi ... balki pehenkar khoobsurat lagti hai
18. Jiske sar pe tujh jaise dost ki dosti ka saaya ho ... uske liye bankar aayi maut, uske dushmano ki maut ban jaati hai
19.  Zindagi insaan ko laati hai, maut le jaati hai ... yeh sharaab beech mein kahan aati hai
20. Gundaraj ka khaatma wahi kar sakta hai ... joh state ka sabse bada gunda hai
21. Haathi agar chinti ke upar pair rakh de toh chinti marta nahi ... usse masalna parta hai
22. Khatmalo ko maar maar kar khoon jaama karne se ... blood bank nahin ban jaata
23. Aaj nag panchami hai kya? ... phir yeh saanp ko doodh kyun pila rahe ho?
24. Chup chap chala ja yahan se ... varna tere right ke saath saath left thopda bhi chaupat kar doonga




multi star's dialogues

                                superstar

                              Rajinikanth

Rajinikanth

                         7 best dialogues

 1.  Rajini plays an antagonist introduced us to one of the popular catch-phrases of a long forgotten era – “Idhu eppadi irukku?” (How’s this?). This line was so admired that even after three decades since the film’s release, it still lingers in the minds of the actor

Thalaivar as a villager in this film popularised the dialogue “Seeeviduven” (I’ll chop off your head)  
3: As long as auto rickshaws ply in Tamil Nadu, the line “Naan oru thadava sonna, nooru thadava sonna maadiri” (Anything I say once is equivalent to saying it a hundred times) will be remembered. Rajinikanth as an auto driver delivered a knocker of a performance in this commercially successful outing. Not just that even  couldn’t stop from using this popular dialogue on screen.
4.  His dialogue “Andavan solran. Arunachalam seiran” (God commands, Arunachalam acts) from this film is one of the short yet powerful line mouthed by the superstar in his career.
5.  Another highly successful film that’s remembered for the actor’s line “En Vazhi, Thani Vazhi” (My way is my own) and heroine Ramya Krishnan’s brilliant portrayal of greedy Neelambari in this movie.
6.  One of he popular films that enjoyed a successful run even in Japan, the line from the film “Naan eppo varuven, epdi varuvennu yarkum theriyathu. Aana vara vendiya nerathile vandidven” (Nobody knows when or how I will come, but I will come when the time is right) has a strong recall value even today.
7. This film had two popular dialogues – “Summa pere ketta athrudula” (Doesn’t the earth shatter at the calling of my name?) and “Kanna, panni than kootama varum aana Singam single than varum” (My dear, pigs always come in an army but a lion always walks alone)
  • It takes Rajinikanth 20 minutes to watch 60 Minutes.
  • Bill Gates lives in constant fear that Rajinikanth ' PC will crash.
  • Rajinikanth can breathe in Vacuum
  • Rajinikanth can type a sentence on a calculator
  • Rajinikanth can judge a book by its Cover
  • Rajinikanth is the only weapon allowed inside an aeroplane
  • Rajinikanth's emails never come back Undelivered
  • Light just wishes it can one day beat Rajinikanth
  • Rajinikanth can smell the sound
  • Cigarettes smoked by Rajinikanth die from lung cancer
  • Actually Rajinikanth doesn't walk, he stays at one place and move the earth with his feet
  • Rajinikanth can break one side of a glass !
  • Rajinikanth can boil a egg in ice water
  • Rajinikanth wears sunglasses to protect the Sun from his powerful gaze



                                                            Nana Patekar
  1.  Aa gaye meri maut ka tamasha dekhne
  2. Apna toh ussool hai ... pehle laat, phir baat, uske baad mulaqat
    3. Ek machchar sala aadmi ko hijda bana deta hai!
    4. Yeh musalman ka khoon yeh hindu ka khoon ... bata ismein musalman ka kaunsa hindu ka kaunsa, bata!
    5. Jaan mat maangna ... iski bazaar mein koi keemat nahi hai
    6.  Yeh toh laal mirch hai teekhi teekhi ... haath lagao toh haath jale ... muh lagao toh muh jale ... dil lagao toh dil jale
    7. Giro saalo giro, lekin giro toh us jharne ki tarah ... joh parbat ki unchai se girke bhi apni sundarta khone nahi deta ... zameen ke teh se milke bhi apni astitva ko narth nahi hone deta
    8.  Maratha marta hai yah maarta hai
    9. Kaunsa kanoon, kaisa kanoon ... yeh kanoon toh chand mujrimon ki rakhail ban behta hai
    10. Yeh sharif log bahut badmash hote hai ... sharafat ki zubaan nahi samajhte hai
    11. Ek khatmal poori raat ko apahij kar deta hai
    12. Hum bhale hi upar waale ko alag alag naam se pukarte hain ... lekin hamara dharam ek hai mazhab ek hai ... insaniyat
    13. Usne rulaya hai ... wohi hasayega
    14. Sau mein se assi beimaan ... phir bhi mera desh mahaan
    15. Upar waala bhi upar se dekhta hoga toh usse sharam aati hogi ... sochta hoga maine sabse khoobsurat cheez banayi thi, insaan ... neeche dekha toh sab keede ban gaye ... keede!
    16. Hum sab system ka hissa hai ... system decide karta hai, apun follow karta hai
    17. Tujhe aaisi maut maroonga ... ki teri paapi atma agle saat janm tak, kissi doosre shareer mein ghusne ke pehle kaap uthegi
     18. Har koi subah nikalta hai soochke ki aaj kuch aacha hoga ... raat tak bas booch aacha beheta hai
    19. Behetar hai tu apna iraada badal de ... nahin toh main tera naksha badal doonga
    20. Sache police ki yah toh maut hoti hai ... yah toh suspend kiya jaata hai
    21. Saale apne khud ke desh mein ek sui nahin bana sakte ... aur hamara desh todne ka sapna dekhte hain

                                  Sunny Deol

    1.  Yeh dhai kilo ka haath jab kisipe padtha hai na, toh aadmin ut-tha nahi uthh jaata hai. 
    (Damini) 
    2. Humara Hindustan zindabad tha, zindabad hai, aur zindabad rahega!
    3. Agar main apne biwi bachoon ke liye sar jhuka sakta hoon ... toh main sabke sar kaat bhi sakta hoon
    4.  Tareekh pe tareekh, tareekh pe tareekh, tareekh pe tareekh milti gayi My Lord, Per insaaf nahi mila. (Damini)
    5. Bhoon dalo dushmanon ko, kaat daalo insaanon ko, aaj hum apne khoon se dhoyeinge tere charan, Maa Tujhe Salaam. (Maa Tujhe Salaam)
    6. . Paanch baje ke baad shuru hoti hai Deva ki adalat. (Ziddi)
    7. Agar saaton ek hi baap ke hain toh ruk nahi toh kasam ganga maiya ki...ghar me ghus ghus ke maaroonga, saaton ko ek saath maaroonga. (Ghatak) 
    8. Barsaat se bachne ki haisiyat nahin ... aur goli baari ki baat kar rahen aap log
    9. Yeh mazdoor ka haath hai, loha pighlakar uska aakar badal deta hai. (Ghatak)
    10.  Judge order order karta rahega aur tu pit ta rahega, pit ta rahega. (Damini) 
    11. Ek kagaz par mohor nahi lagegi ... toh kya Tara Pakistan nahi jayega
    12.  Chilaaoo mat nahin toh yeh case yahin rafa dafa kar doonga. Na tarikh na sunwaiee, seedha insaaf woh bhi taabartod. (Damini)
    13. Pinjare mein aakar sher bhi kutta ban jaata hai
    14. Agar aapka Pakistan zindabad hai toh isme haemin koi aitraaz nahi lekin hamara Hindustan zindabad tha aur zindabad rahega. (Gadar) 
    15.Tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh milti rahi hai ... lekin insaaf nahi mila my lord, insaaf nahi mila ... mili hai toh sirf yeh tarikh
    16.  Rab di sau agar mujhe gussa aagaya na toh main aisi dhulai karoonga, aisi dhulai karoonga ki na koi dawa kaam aayegi aur na hi dua. (Yamla Pagla Deewana) 
    17.  Mard banne ka itna shauk hai ... toh kutto ka sahara lena chhod de
    18. No if no but, sirf jatt! (Jo Bole So Nihaal) 
    19. Agar aaj ye jatt bigad gaya ... toh sehkadon ko le marega
    20. Aaj ke baad teri har saans ke peeche main maut bankar khada hoon. (Jeet) 
    21.Zindagi ka doosra naam problem hai
    22. Jatt risky after balti bhar whiskey. (Yamla Pagla Deewana)
    23. Main sapne nahi dekhta kyunki main khud ek bura sapna hoon. (Farz) 
    24. Maidan mein khule sher ka samna karoge ... tumhare mard hone ki galatphami door ho jayegi
    25. Main tumhare accountant ka beta hoon aur ye pitai tumhare account mein bahut dino se likhi thi. (Arjun)
    26.  Darakar logon ko woh jeeta hai ... jiski haddiyon mein pani bhara hota hai
    27. Kajal, tum meri ho. In haathon ne hathiyaar chhode hain, unhe chalana nahi bhule. Agar iss chaukhat pe baraat aayi toh doli ki jagah arthiyan uthengi. Laashein bicha dunga laashein. (Jeet) 
    28.  Jab yeh dhai kilo ka haath kisi pe padta hai na ... toh aadmi uthta nahi ... utth jata hai
    29. Gunde aur gundagardi yahin se janam lete hain jise aap police station kehte hain. (Qahar)
    30.Zindagi aur maut Waheguru ke haath mein hai ... aur mera Waheguru dushman ke saath nahin ... mere saath hai